
क्या दर्द के लिए मैं ही मिलता हूँ
हर बार हजारों में
कभी तो कुछ और भी लिख दो
किस्मत के सितारों में
वो दर्द का मतलब क्या जाने,
जो इल्ज़ाम लगाए सितारों पर
जा उन कश्तियों से पूछ कभी,
जो डूब गयीं किनारों पर
कुछ चुनते हैं पतझड़ की सज़ा,
फूलों के उपहारों पर
और देते हैं फिर दिल से दुआ,
औरों को बहारों पर
कुछ मरने को तैयार यहाँ,
कुछ मरने को तैयार यहाँ,
सिर्फ़ आंखों के इशारों पर
और कुछ जी रहे हैं ताकि कोई,
रोए ना उनकी मजारों पर
कुछ कहते नहीं जुबाँ से कभी,
कुछ कहते नहीं जुबाँ से कभी,
दिल में हो ज़ख्म हजारों पर
ना गाते हैं महफिलों में,
ना यूँ रोते हैं दरबारों पर
वो दर्द का मतलब क्या जाने,
जो इल्ज़ाम लगाए सितारों पर
जा उन कश्तियों से पूछ कभी,
जो डूब गयीं किनारों पर…

2 comments:
fulon ki kadar poocho uss dard ke maare se ,
jiss shaks ne kanton pe ek umr guzaari h.....
gham ishq mohabbat ke
chalo poochlo shadiq se ,
ek baazi mohabbat ki
uss shaks ne haari hai.....
very well said laxmi...very apt song !!!
hats off to KK for singin de followin one...
Beete lamhein…
Chand lamhaat ke waste hi sahi
Muskuraa kar mili thi mujhe zindagi
Tere aagosh mein din the mere kate
Teri baaho mein thi meri raatein kati
Aaj bhi jab wo pal mujh ko yaad aate hain
Dil se saare gamo ko bhulaa jaate hain
Dard mein bhi ye lab muskuraa jaate hain
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hain…
Mere kaandhe par sar ko jhukaana tera
Mere seene mein khud ko chhupaana tera
Aaake meri panaaho mein shaam-o-saher
Kaanch ki tarah wo toot jaana tera
Aaj bhi jab wo manzar nazar aate hain
Dil ki veeraaniyo ko mita jaate hain
Dard mein bhi ye lab muskuraa jaate hain
Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hain…
Post a Comment